Jai Ganesh jai Ganesh jai Ganesh deva
Mata jaki Parvati pita Mahadeva
Ek dant dayavant char bhuja dhari
Mathe sindur sohe muse ki savari
Pan chadhe phul chadhe aur chadhe meva
Ladduan ko bhog lage sant kare seva
Jai Ganesh jai Ganesh jai Ganesh deva
Mata jaki Parvati pita Mahadeva
Andhan ko aankh det kodhin ko kaya
Banjhan ko putra det nirdhan ko maya
Sur Shyam sharan aaye safal kije seva
Mata jaki Parvati pita Mahadeva
Jai Ganesh jai Ganesh jai Ganesh deva
Mata jaki Parvati pita Mahadeva
Source: Traditional household Ganesh aarti, as commonly recited. Summary original to Sadhana.